train status

Dosto aaj mai apko bataunga ki ap ghar bethe hi kaise apne mobile se train ki live location check kar sakte ho 

train status dekh sakte ho Train ke bare me information le sakte ho ki konse rout me konsi train kab chalegi

Dosto agar ap kahi pe traveling ka mood bana rahe he to apko train se travel karna he to apko reservation kare

bina nahi jana chaiye. Agar ap reservation karwa ke jaoge to apko kabhi bhi koi problem anhi ayegi sheet ki.

Mai aj aapko ek aisi application bataunga jiki help se ap asani se  Train ka naam ya location ka naam dalkar train ke

bare me information pata kar sakte ho


ixigo App :

Dosto ye ek aisi application he jiski help se ap asani se train status check kar sakte he, Train seat availability check kar sakte he

Train station status check kar sakte he, Train me coach position ke bare me pata kar sakte ho  or dosto is application ki help se a

app train pnr status bhi check kar sakte ho. Niche maine apko bataya he ki apko kaise ish application ko use karna he.


How to install ixigo app | ixigo app kaise install kare:

Dosto apko apne play store me ja ke search karna hoga ixigo app phir apko ush app ko install karna hoga install karne ke baad wo

apse kuch permission mangega to apko allow kar dena he , phir apki aplication install ho jayegi



ixiog me Train running status kaise check kare


Post a Comment

0 Comments